Paroles de Ghuma na dimaag

Jinn The Rapper

pochette album Ghuma na dimaag
Voir sur Itunes

sonnerie téléphone portable pour Ghuma na dimaag
Clip vidéo

Ghuma na dimaag mera dhanda hai kharab

Bhanchod hai ye dosti aur yaari
Jahan sabko hoti apni asliyat hai chupani
Meri zabani, tu sune aaj choti se kahani
Chup kar k sunle, na puchna naye ya purani
Dost keh k peeth pe ghopte hain khanjar
Meri nazar se dekho to hotay hain ye kanjar
Mujhay jhuta kehna hai to kehle ye duniya
Jana hai to jaye apni maa chudaye ye duniya
Na bahaya aik aansu jab k khodia hai sab kuch
Aag se garam, aatish ki tarah jalun ab puch
Kese guzar rahi hai meri zindagi is veranay main
Mere bhi thay kuch sachay dost kisi zamanay main
Hain kuch yadain jo bitaye thay mene kuch pal
Yehi keh k chal para tha k phir miltay hain kal
Kya pata tha meri zindagi is mor pe le ayegi
Meri he apni yaari mujhse dhokaybaz hojayegi

Ghuma na dimaag mera dhanda hai kharab

Bharway bharway lagtay hain mujhay karway
Ziada kio bhonkay to kahun main oye chal bay
Nikalta hai matlab to badalti hai inki soch
Manglun inse main jawaab to rehtay hain khamosh
Na hai koi hosh k kya karun inka main hashar
Kesi hogai hai duniya aur kesa hai bashar
Aag lagado ye hain harami randi k bachay
Na kartay hain koi kaam jo kehlain emaan k sachay
Khojayegi wo hasrat jo thi mere doston k liye
Kese sahu wo sitam jo mujhay sab apno ne diye
Nasha kar k jo chalay thay mere sang wo
Aik aik kar k dikhane lagay mujhay apnay rang wo
Meri to zindagi ab bangai hai jese jail
Kyun k na badla hai zamana aur na badla hai koi khail
Ab to har cheez lagti hai mujhay yun he kharab
Puchta hai koi sawaal to deta hun ye jawaab

Ghuma na dimaag mera dhanda hai kharab

Les autres musiques de Jinn The Rapper