Il testo della Hogayi galti part 2
Black Rebellion
Tu mere liye kuch khas hain ,
Tujh main koi baaat hain
Nazaron se dur hain to kya hua ,
Banke dil ki dhadkan mere pas hain
Tere dil main rahunga dhadkan bankar ,
Dhadkan main rahunga saasain bankar
Apne dil se kabhi juda mat samajhna ,
Sath chalunga saya bankar.
Ye dil hain tera ( sirf tera...)
Ye jaan meri (sirf teri...)
Kurbaan hua,
Main jabse hua ,
Tera hokar sari khushiyan mili
Kyun teri udasi yun mujhe udas karjati hain ,
Kyun teri khamoshi yun mujhe khamosh karjati hain
Kya rishta hain tera aur mera.. ,
Jo palke band hote hi teri yaad aajati hain.... ,
Teri yaad aajati hain.....
Ye dil khoya mera teri yaadon main...... ,
Ye dil khoya mera teri yaadon main......
Main tor leta agar tu gulaab hotiii... ,
Main jawab banta agar tu sawaal hotiii...
Sab jante hain main nasha nahi karta... ,
Magar pee leta agar tu sharab hotiii...na rooth na mujhse main mar jaungaa... ,
Dil ki duniya tabah kar jaungaa..
Pyar kiya hain koi gunaah nahi... ,
Dil ki dhadhkan tere naam kar jaungaa..
Ye dil khoya mera teri yaadon main...... ,
Ye dil khoya mera teri yaadon main......
Ye dil hain tera ( sirf tera...)
Ye jaan meri (sirf teri...)
Kurbaan hua, main jabse hua ,
Tera hokar sari khushiyan mili..
Ye dil khoya mera teri yaadon main...... ,
Ye dil khoya mera teri yaadon main......
Il testo della canzone hogayi galti part 2 da black rebellion.





